Agar...

Agar aisa hota, agar waisa hota,
Ye soch ke dil kabhi nahi bharta
Manzil kahin aur hoti, safar kuch aur hota,
kya pata, phirbhi dil nahi bharta

अगर ऐसा होता, अगर वैसा होता
यह सोच कर दिल कभी नहीं भरता
मंज़िल कहीं और होती, सफर कुछ और होता
क्या पता, फिरभी शायद दिल नहीं भरता

Comments

Popular posts from this blog

Thodi si

Yehaan Ke

Kya Hota?