Khushi
Aksar dost kehte hain ki khushi ke nazm likkha karo waise koi bair to nahi khushi se lekin koi khaas dosti bhi nahi gham ka rishta to hai purana seekha hum donon ne saath nibhana jisne kabhi na saath diya woh ab kahaan naghma banegi jo bhar gaya zyada wahi to bahaar ban kar aayegi